jo aapne bas me hota jana,
to dur kabhi na hum hote !
na yaad me tere tdpta ye dil,
na aankh humhare nam hote !
aman ka aisa jahan hum basate,
jaha pyar kabhi na kam hota !
palko me bitha kar rakhta tujhe,
chahe humpar kai sitam hota !
dur kyu ho tum humse,
kas ye khata pata hota !
sath kabhi na chodta tera
chahe gaj humse khafa hota!
kaise ji raha hoo jana.,
jo is dard ka thujhe ashsah hota !
dur kabhi na rahti mujse,
jo mujhse, thujhe saccha pyar hota !!!!!!